BARBAADIYAN LYRICS – SHIDDAT | LyricsBull.com

Barbaadiyan Lyrics from Shiddat is latest Hindi song sung by Sachet Tandon, Nikhita Gandhi, Madhubanti Bagchi and Sachin-Jigar. Music of this brand new song is directed by Sachin-Jigar. Barbaadiyan song lyrics are written by Priya Saraiya.
Barbaadiyan LyricsNa koyi lakeerein na daayre
Ishq mein hadd hoti nahi
Itna behad hota hai ke
Yeh fitoori ghat’ti nahi
Na koyi lakeerein na daayre
Ishq mein hadd hoti nahi
Itna behad hota hai ke
Yeh fitoori ghat’ti nahi
Ho jaana hai ik baar
Teri rooh ke paar
Main to reh ke kinaare pe thakeya
Ho tera chadheya khumaar
Tere bin mere yaar
Iss jag mein nahi kuchh rakheya
Barbaadiyan tumse hi hain
Aabaadiyan tumse hi hain
Ab kya ghalat aur kya sahi
Jab roohdaariyan tumse hi hain
Barbaadiyan tumse hi hain
Aabaadiyan tumse hi hain
Ab kya ghalat aur kya sahi
Jab roohdaariyan tumse hi hain
Madhoshiyan hain madhoshiyan
Inn nigahon mein teri hain madhoshiyan
Doob jaaneyan aise doob jaaneyan
Phir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan
Madhoshiyan hain madhoshiyan
Inn nigahon mein teri hain madhoshiyan
Doob jaaneyan aise doob jaaneyan
Phir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan
Ho kaisi lagan hai yaar
Lagi jo iss baar
Raati din bas naam tera rateya
Ho tera chadheya khumaar
Tere bin mere yaar
Iss jag mein nahi kuchh rakheya
Barbaadiyan tumse hi hain
Aabaadiyan tumse hi hain
Ab kya ghalat aur kya sahi
Jab roohdaariyan tumse hi hain
Barbaadiyan tumse hi hain
Aabaadiyan tumse hi hain
Ab kya ghalat aur kya sahi
Jab roohdaariyan tumse hi hain
Madhoshiyan hain madhoshiyan
Inn nigahon mein teri hain madhoshiyan
Doob jaaneyan aise doob jaaneyan
Phir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan
Madhoshiyan hain madhoshiyan
Inn nigahon mein teri hain madhoshiyan
Doob jaaneyan aise doob jaaneyan
Phir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan
Barbaadiyan tumse hi hain
Aabaadiyan tumse hi hain
Ab kya ghalat aur kya sahi
Hmm
Advertisement
Barbaadiyan Song Detail
Film/Album: Shiddat
Lyrics by: Priya Saraiya
Singer: Sachet Tandon, Nikhita Gandhi, Madhubanti Bagchi, Sachin-Jigar
Composer: Sachin-Jigar

Leave a Comment