Mohabbat Hai Tumse Lyrics by Aakanksha Sharma and Kunal Sachdeva is latest Hindi song with music also given by Rajesh Atibal Sharma. Mohabbat Hai Tumse song lyrics are written by Randheer Singh.
Mohabbat Hai Tumse Song Detail
Song Name:
Mohabbat Hai Tumse
Singer:
Aakanksha Sharma, Kunal Sachdeva
Composer:
Rajesh Atibal Sharma
Lyrics by:
Randheer Singh
Mohabbat Hai Tumse Lyrics
Yeh khidki ka parda zara sa haata kar
Yeh khidki ka parda zara sa haata kar
Tumhe dekhti hoon
Mai nazarein choora kar
Yeh khidki ka parda zara sa haata kar
Tumhe dekhta hoon
Mai nazarein chura kar
Yeh sabko pta hain mohabbat hain tumse
Maagar kehna paun jamaane ke darr se
Yeh sabko pta hain mohabbat hain tumse
Maagar kehna paun zamaane ke darr se
Yeh khidki ka parda zara sa haata kar
Tumhe dekhti hoon
Mai nazarein chura kar
Mere dhadkano mei tum hi bashe ho
Tumhare siba kuchh nahi ajj mujhh ko
Mere dhadkano mei tum hi bashe ho
Tumhare siba kuchh nahi ajj mujh ko
Mai bechain hoon dil tumse laaga kar
Tumhe dekh leti hoon nazarein chura kar
Yeh khidki ka parda zara sa haata kar
Tumhe dekhti hoon
Mai nazarein chura kar
Yeh lehedatien zulfeinn
Machalti hain aise
Kayanmat si dhati ho dil pe jaise
Ho yeh lehedatien zulfeinn
Machalti hain aise
Kayanmat si dhati ho dil pe jaise
Nikalti ho jab tum palkein jhuka kar
Tumhe dekh leta hoon nazarein chura kar
Yeh sabko pta hain mohabbat hain tumse
Maagar kehna paun jamane ke darr se
Yeh khidki ka pardaa zara sa haata kar
Tumhe dekhti hoon
Mai nazarein chura kar
Mohabbat Hai Tumse Song Video