Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na Lyrics by Raj Barman is latest Hindi song with music also given by Jeet Gannguli. Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na song lyrics are written by Manoj Yadav.
Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na Song Detail
Song Name:
Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na
Singer:
Raj Barman
Composer:
Jeet Gannguli
Lyrics by:
Manoj Yadav
Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na Lyrics
Nainon ka ye rona jaaye na
Jaaye na, jaaye na
Nainon ka ye rona jaaye na
Jaaye na, jaaye na
Teri yaadon ki
Bheegi bheegi care’ri hai
Dil vaari vaari vaari hai
Haara hai deewana
Ishq haara hai
Aashiqui bhi haari hai
Silsila ye zaari hai
Maar raha ye deewana
Rass bhi aaye naa
Saans bhi jaaye na
Nainon ka ye rona jaaye na
Jaaye na, jaaye na
Ishq wale khuda saare
Humne manaye tha
Tu kya jaane kismaton se
Tumhe cheen laaye tha
Tum humein pyare
Hum tumhein pyare
Pyaar mein kahe ka ruthna
Nainon ka ye rona jaaye na
Jaaye na, jaaye na
Teri yaadon ki
Bheegi bheegi care’ri hai
Dil vaari vaari vaari hai
Haara hai deewana
Ishq haara hai
Aashiqui bhi haari hai
Silsila ye zaari hai
Maar raha deewana
Rass bhi aaye naa
Saans bhi jaaye na
Nainon ka ye rona jaaye na
Jaaye na, jaaye na
Ishq ke dard ko
Ishq hi jaane na
Nainon ka ye rona jaaye na
Jaaye na, jaaye na
Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na Song Video