SAAWARIYA LYRICS – AASTHA GILL x KUMAR SANU

Saawariya Lyrics by Aastha Gill and Kumar Sanu is brand new Hindi song with music given by Hiten. Saawariya song lyrics are written by Raja Dilwala and music video is directed by Adil Shaikh.
Saawariya LyricsDekh ke tujhko
Dil bole haaye haaye
Tere bin haal mera
Bura hota jaaye jaaye
Thodi sharaarti main
Tu bhi thoda shy shy
Tere liye bakiyon ko
Kiya maine bye
Aisa kaisa pyar kar liya
Ho saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Tujhpe aake naina mere jaam ho gaye
Haan tujhpe aake naina mere jaam ho gaye
Samajh mein na aaye aise kaam ho gaye
Naam bohat tha tere sar ki kasam
Saiyan pade jo tere pyar mein
Badnaam ho gaye
Haaye reh liya duniya se
Bada darr darr ke
Dekhun main bhi zara
Hadh se guzar ke
Sab kuchh tere naam kar diya ho
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Dhadke dil yeh jab ude tera aanchal
Jaadu kare teri aankhon ka kajal
Dekh ke tujhko ho jaaun pagal
Na jaane kab barsega yeh baadal
Kuchh to hua mujhe
Aankh jab tujhse ladi
Teri deewangi bhi
Sar pe mere chadhi
Main bhi hoon zid pe adaa
Tu bhi hai zid pe adi
Kisi ne bhi na badhai
Baat yeh khud se badhi
Yeh ishq sareaam kar liya
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Saawariya saawariya
Advertisement
Saawariya Song Detail
Lyrics by: Raja Dilwala
Singer: Aastha Gill, Kumar Sanu
Composer: Hiten

Leave a Comment