Terre Pyaar Mein Lyrics – LyricSToN

Raah-e-mohabbat mein kuch kadiya
Aisi hoti hai jo judne par hi samajh mein aati hai
Mujhe tumhara aaj bhi intezaar hai
Aur mujhe yakeen hai tum zaroor aaogi
Masroof hai dil kitna
Masroof hai dil kitna
Intezar mein terre pyaar mein
Terre pyaar mein, tere pyaar mein
Terre pyaar mein, tere pyaar mein
Masroof hai dil kitna
Masroof hai dil kitna
Intezar mein mein, tere pyaar mein
Terre pyaar mein, tere pyaar mein
Channa ve maahiya ve tere bina ik pal
Dil mera nai lagda
Ho maahiya ve dil mera nai lagda
Channa ve maahiya ve tere bina ik pal
Dil mera nai lagda
Ho maahiya ve dil mera nai lagda
Laagi tujhse ab na chhoote
Raabta yeh bas na toote
Rab ko hai maine di arziyaan
Bechain hai dil kitna
Bechain hai dil kitna
Intezar mein, tere pyaar mein
Terre pyaar mein, tere pyaar mein
Jab se ho gayi tujhse yaari
Bepanah hai bekarari
Naata yeh dil ka tujhse juda
Ashfaq hai dil kitna
Ashfaq hai dil kitna
Intezar mein, tere pyaar mein
Tere pyaar mein, tere pyaar mein

Leave a Comment