Yaaron Ka Bulaava LyricsYaaron Ka Bulaava Lyrics from Velle is brand new Hindi song sung by Armaan Malik and Asees Kaur. Its lyrics are penned down by Vayu and music is given by Rochak Kohli. Presenting Yaaron Ka Bulawa song lyrics below.Aji muskura do zara camere pe
Daant bade hi safed lag rahe hain
Muskura do zara camere pe
Daant bade hi safed lag rahe hainPhool phol ke hum khushi se
Ek se badhkar dedh lag rahe hainNa fikar na dar
Lage sara shehar apna hi ghar
Jo tum hans karke milo hoChalo bulaava aaya hai
Aaj yaaron ne bulaya hai
Chalo bulaava aaya hai
Aaj yaaron ne bulaya haiBade naseebon se yeh humne
Yaar kamaya hai
Chalo bulawa aaya hai
Aaj yaaron ne bulaya haiYeh mastiyon ke din hain jo do
Kanjoosi mein kharach karein kyun
Karein kyunHo yeh mastiyon ke din hain jo do
Kanjoosi mein kharach karein kyun
Udate chalo karne do flow
Jo bhi ho dil mein woh kaho ho ho ho
Woh kaho ho ho ho
Aag lag jaaye to lageFusfusa do koyi plan ho to
Aaj shararaton ke pench lad rahe hain
Barrier saare tod ghsenege
Aaj kahan koyi brake lag rahe hainNa fikar na dar
Lage sara shehar apna hi ghar
Jo tum hans karke milo hoChalo bulaava aaya hai
Aaj yaaron ne bulaya hai
Chalo bulaava aaya hai
Aaj yaaron ne bulaya haiBade naseebon se yeh humne
Yaar kamaya hai
Chalo bulawa aaya hai
Aaj yaaron ne
Ho mere yaaron ne
Ho aaj yaaron ne bulaya haiYaara tu na jaane
Tu to jaan meri hai
Tujhse main haarun bhi to
Shaan meri haiTere aage yaara jahan bhi yeh saara
Kuchh nahi nahi kuchh nahi nahi
Teri bewakoofiyon mein sath main dunga
Tere liye duniya se roz ladoonga
Sath rahenge to galat ko karenge
Hum sahi sahi sab sahiLage na gham ki dhoop bhi mujhe
Yaar ka saaya hai
Humein to khul ke hassna bhi
Yaari mein sikhaya haiChalo bulaava aaya hai
Aaj yaaron ne bulaya hai
Chalo bulaava aaya hai
Aaj yaaron ne bulaya haiBade naseebon se yeh humne
Yaar kamaya hai
Chalo bulawa aaya hai
Aaj yaaron ne
Ho mere yaaron ne
Ho aaj yaaron ne bulaya haiYaara tu na jaane
Tu to jaan meri hai
Tujhse main haarun bhi to
Shaan meri haiAdvertisementYaaron Ka Bulaava Song DetailFilm/Album: Velle
Lyrics by: Vayu
Singer: Armaan Malik, Asees Kaur
Composer: Rochak KohliIf you find any mistake in lyrics of Yaaron Ka Bulaava song, please send correct lyrics using contact us form.